Showing posts with label Dard-Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dard-Shayari. Show all posts

Tuesday, August 29, 2017

Udd Raha Tha Mera Dil Bhi Parindon Ki Tarah

उड़ रहा था मेरा दिल भी परिंदों की तरह,
तीर जब लग गई तो कोई भी मरहम न हुआ,
देख लेना था मुझे भी हर सितम की अदा,
ऐ सनम तेरे जैसा मेरा कोई दुश्मन न हुआ.

Udd Raha Tha Mera Dil Bhi Parindon Ki Tarah,
Teer Jab Lag Gayi To Koi Bhi Maraham Naa Hua,
Dekh Lena Tha Mujhe Bhi Har Sitam Ki Ada,
Aye Sanam Tere Jaisa Mera Koi Dushman Naa Hua.

Is Ummid Se Mat Fislo

इस उम्मीद से मत फिसलो,
कि तुम्हें कोई उठा लेगा,
सोच कर मत डूबो दरिया में,
कि तुम्हें कोई बचा लेगा…
ये दुनिया तो एक अड्डा है,
तमाशबीनों का दोस्तों…
गर देखा तुम्हें मुसीबत में तो,
यहां हर कोई मज़ा लेगा…

Is Ummid Se Mat Fislo,
Ki Tumhe Koi Utha Lega,
Soch Kar Dubo Dariya Me,
Ki Tumhe Koi Bacha Lega,
Ye Duniya To Adda Hai,
Tamashbinon Ka Doston,
Gar Dekha Tumhe Musibat Me,
Yahan Har Koi Maja Lega

Kyu Teri Khamoshi Mujhe

Kyu Teri Khamoshi Mujhe,
Khamosh Kar Jati Hai..!!
Kyu Teri Udasi Mujhe,
Udas Kar Jati Hai..!!
Kya Rishta Hai Tera Aur Mera,
Jab Bhi Teri Yaad Aati Hain,
Mujhe Tanha Kar Jati Hai…!!

Maine Pucha Kahan Ho Tum

मैंने पूछा कहाँ हो तुम?
उसने कहा तेरी सांसो मैं,
तेरे दिल में तेरे ख्यालो मैं,
तेरी नस -नस मैं ,
मैंने पूछा कहाँ नहीं हो?
उसने कहा सिर्फ तेरी किस्मत मैं.

Maine Pucha Kahan Ho Tum?
Usne Kaha Teri Sanso Main,
Tere Dil Mai, Tere Khyalo Main,
Teri Nas-nas Main,
Maine Pucha Kahan Nahi Ho?
Usne Kaha Sirf Teri Kismat Main.

Chand Ko Dekhe Bagair Aapko Hamari Yaad Aati Nahi

चाँद को देखे बगैर आपको हमारी याद आती नहीं,
अकेले बैठे बगैर आपको हमारी ख़याल आती नहीं,
क्या आज इतने बेगाने हो गए हम,
जो कोई दर्द देखे बगैर आपको हमारी याद आती नहीं.

Chand Ko Dekhe Bagair Aapko Hamari Yaad Aati Nahi,
Akele Baithe Bagair Aapko Hamari Khayaal Aati Nahi,
Kya Aaj Itne Begaane Ho Gaye Hum,
Jo Koi Dard Dekhe Bagair Aapko Hamari Yaad Aati Nahi.

Zakhmon Ko Daba Kar Seene Mein Reh Kar Khamos

ज़ख्मों को दबा कर सीने में रह कर खामोस,
चेहरे पर हसी लाना कोई बड़ी बात नहीं,
बड़ी बात तो तब होगी जब कोई खुद के जखमो को सीने में दबा कर,
दुसरो के चेहरे की उदासी को दूर करे.

Zakhmon Ko Daba Kar Seene Mein Reh Kar Khamos,
Chehre Par Hasi Lana Koi Badi Bat Nahi,
Badi Bat To Tab Hogi Jab Koi Khud Ke Jakhamo Ko Sine Me Daba Kar,
Dusro Ke Chehre Ki Udasi Ko Dur Kare.

Main Bhoola Nahi Hoon Kisi Ko

मैं भूला नहीं हूँ किसी को,
मेरे बहुत दोस्त है ज़माने में,
बस थोड़ी सी ज़िन्दगी उलझी पड़ी है,
दो वक़्त की रोटी कमाने में।

Main Bhoola Nahi Hoon Kisi Ko,
Mere bahut Dost Hai Jammane Mein,
Bas Thodi Si Zindagi Uljhi Padi Hai,
Do Waqt Ki Roti Kamaane Mein.

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata

टूटे हुए प्याले में जाम नहीं आता,
इश्क़ में मरीज को आराम नहीं आता,
ये बेवफा दिल तोड़ने से पहले ये सोच तो लिया होता,
की टुटा हुआ दिल किसी के काम नहीं आता !!

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.

Nafrat Tum Kabhi

नफ़रत कभी ना करना तुम हमसे,
यह हम सह नहीं पायेंगे,
एक बार कह देना हमसे, ज़रूरत नहीं अब तुम्हारी,
तुम्हारी दुनियाँ से हंसकर चले जायेंगे!

Nafrat Tum Kabhi Na Karna Humse

Nafrat Tum Kabhi Na Karna Humse,
Hum Ye Seh Nahi Payenge,
Ek Bar Keh Dena Humse, Jarurat Nahi Ab Tumhri,
Aapki Duniya Se Hass Kar Chale Jayenge.

Mohabbat Ki Mujhse Fariyaad Mat Karna

Mohabbat Ki Mujhse Fariyaad Mat Karna,
Ho Sake To Mujhe Kabhi Yaad Mat Karna,
Sab Kuch Luta Diya Mohabbat Me Maine,
Ho Sake To Mujhe Or Barbaad Mat Karna.

Tumko Dekha Ek Nazar

तुमको देखा एक नजर हमने होश पा लिया,
अपनी पलकों में तेरा आगोश पा लिया,
हम दर्द को पीते हैं तेरा दर्द समझकर,
आंखो ने छलकने का जोश पा लिया|

Tumko Dekha Ek Nazar Hamne Hosh Pa Liya

Tumko Dekha Ek Nazar Hamne Hosh Pa Liya,
Apni Palkon Me Tera Aagosh Pa Liya,
Ham Dard Ko Pite Hain Tera Dard Samajh Kar,
Aankhon Ne Chhalakne Ka Josh Pa Liya.

Tere Dard Par Rota Hoon Aaj Bhi

तेरे दर्द पर रोता हूँ आज भी,
तू बेदर्द हो गयी ज़माने से,
क्या कमी रह गयी मेरी मुहब्बत मे,
ये जिन्दगी बीत न जाये सुलझाने मे|

Jivan Ka Har Panna Rangin Nahi Hota

Jivan Ka Har Panna Rangin Nahi Hota,
Har Rone Wala To Gamgin Nahi Hota,
Ek Hi Dil Ko Koi Kab Tak Todega,
Ab To Koi Jaalta Bhi He To Yakin Nahi Hota.

Roj Tha Uska Naam Mere Afsane Mein

Roj Tha Uska Naam Mere Afsane Mein,
Thi Uski Tasveer Mere Dil Ke Aashiyane Mein,
Mangi Thi Khuda Se Dua Jiski Khushi Ke Liye,
Use Khushi Bhi Milti Thi To Mujhe Rulane Mein.

Gam Nahi Ke Tum Bewafa

गम इस बात का नही कि तुम बेवफा निकली,
मगर अफ़सोस ये है कि,
वो सब लोग सच निकले,
जिनसे मैं तेरे लिए लड़ा करता था!

Gam Nahi Ke Tum Bewafa Nikli

Gam Nahi Ke Tum Bewafa Nikli,
Magar Afsos Iss Baat Ka Hai,
Wo Sab Log Sach Nikle,
Jinse Main Tere Liye Lada karta Tha.

Har Pal Usey Sochna

Har Pal Usey Sochna,
Har Pal Usey Khojna,
Kabhi Use Paa Lena,
Kabhi Use Kho Dena,
Main Ajeeb, Meri Mohabbat Us Se Bhi Ajeeb,
Use Yaad Karna,
Aur Phir Ro Dena.