Tuesday, August 29, 2017

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata

टूटे हुए प्याले में जाम नहीं आता,
इश्क़ में मरीज को आराम नहीं आता,
ये बेवफा दिल तोड़ने से पहले ये सोच तो लिया होता,
की टुटा हुआ दिल किसी के काम नहीं आता !!

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata

Toote Hue Pyaale Mein Jaam Nahi Aata,
Ishq Mein Mareej Ko Aaraam Nahi Aata,
Ae Bewafa Dil Todne Se Pehle Ye Soch Liya Hota,
Ki Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata.

Nafrat Tum Kabhi

नफ़रत कभी ना करना तुम हमसे,
यह हम सह नहीं पायेंगे,
एक बार कह देना हमसे, ज़रूरत नहीं अब तुम्हारी,
तुम्हारी दुनियाँ से हंसकर चले जायेंगे!

Nafrat Tum Kabhi Na Karna Humse

Nafrat Tum Kabhi Na Karna Humse,
Hum Ye Seh Nahi Payenge,
Ek Bar Keh Dena Humse, Jarurat Nahi Ab Tumhri,
Aapki Duniya Se Hass Kar Chale Jayenge.

Mohabbat Ki Mujhse Fariyaad Mat Karna

Mohabbat Ki Mujhse Fariyaad Mat Karna,
Ho Sake To Mujhe Kabhi Yaad Mat Karna,
Sab Kuch Luta Diya Mohabbat Me Maine,
Ho Sake To Mujhe Or Barbaad Mat Karna.

Tumko Dekha Ek Nazar

तुमको देखा एक नजर हमने होश पा लिया,
अपनी पलकों में तेरा आगोश पा लिया,
हम दर्द को पीते हैं तेरा दर्द समझकर,
आंखो ने छलकने का जोश पा लिया|

Tumko Dekha Ek Nazar Hamne Hosh Pa Liya

Tumko Dekha Ek Nazar Hamne Hosh Pa Liya,
Apni Palkon Me Tera Aagosh Pa Liya,
Ham Dard Ko Pite Hain Tera Dard Samajh Kar,
Aankhon Ne Chhalakne Ka Josh Pa Liya.