Sunday, August 27, 2017

Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hain

आज हम उनको बेवफा बताकर आए है,
उनके खतो को पानी में बहाकर आए है,
कोई निकाल न ले उन्हें पानी से..
इस लिए पानी में भी आग लगा कर आए है।

Aaj Hum Unhe Bewafa Bata Kar Aaye Hain,
Unke Khato Ko Pani Mein Bahaakar Aaye Hain,
Koi Nikal Kar Paadh Na Le Unhe,
Isliye Pani Mein Bhi Aag Lagaakar Aaye Hain.

No comments:

Post a Comment